Maa ke pet se marghat tak
Hai teri kahaani pag pag pyare
Sooraj tera chadhta dhalta
Gardish mein karte hain taare
Toh aankh se uski aankh mila ke
Bhid jaane ka naam hai pyare
Sooraj tera chadhta dhalta
Gardish mein karte hain taare
Uss din hisaab chuka ke rehna...
Are bhed ki hahakaar ke badle
Sher ki ek dahaad hai pyaare
Sooraj tera chadhta dhalta
Gardish mein karte hain taare
Dangal dangal... ho ho...
Ye jaan le behadd deti hai
Re bande ki mehnat ko kismat
Ka saadar parnaam hai pyaare
Sooraj tera chadhta dhalta
Gardish mein karte hain taare