Jaanay na koi Pehchaney na koi Jaanay na koi Pehchaney na koi Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur Kisi se humein koi aas nahin Kisi ki humein koi pyaas nahin Hum ko samjho pagal ya tu bolo maghroor Jaanay na koi Pehchaney na koi Jaanay na koi Pehchaney na koi
Sambhal sambhal ke is rah pe chalna hazoor Bhalle koi bhi tumhein kere yahan majboor Sambhal sambhal ke is rah pe chalna hazoor Bhalle koi bhi tumhein kere yahan majboor Jahan kabhi koi gaya na koi jaye ga Aur jo gaya tu tum yeh jaano Ke woh mein hun ga haan hmmm
Jaanay na koi Pehchaney na koi Jaanay na koi Pehchaney na koi Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur
Kabhi Kabhi yeh bhi hei laga ke sab hei fazool Yahan jo hota hei woh humein nahin hei qabool Kabhi Kabhi yeh bhi hei laga ke sab hei fazool Yahan jo hota hei woh humein nahin hei qabool Par yeh na bhool ke tu kaun hei Tu woh nahin aur woh tu nahin Tu phir kesa ghabraana kesa hei dar jaana Hum ko bas aage aage jaane jaatey jaana hei zaroor