Kyun Chupa Sa Hai Mujh Se Ye Sach Mera,
Kyun Saya Sa Hai Har Angh Mera,
Aks bhi mera mujh se ye kehraha,
Kya hun mai aur kya meri wajaa,
Dhoondta hu mai in sawaalo mai
Khwab wo jo mera chal basa
Darr raha hun mai apne hi saye se
Bas andhero mai hi jeena pada