Satyagraha
H2O
Raghupati raghav raja ram
Patit pavan seeta ram
Tana nena.Tana nena.
Tana na tara de re na.
Satyagraha.Satyagraha.
Raghupati raghav raja ram
Patit pavan seeta ram satyagraha.
Raghupati raghav raja ram
Patit pavan seeta ram
Ab tak dheeraj maanga tha
Prabhu ab dheeraj mat dena
Prabhu ab dheeraj mat dena
Sehte jaayein, sehte jaayein, sehte jaayein.
Aisa bal bhi mat dena
Aisa bal bhi mat dena
Uthkar karne hain kuchh kaam
Raghupati raghav raja ram
Raghupati raghav raja ram
Uth kar karne hain kuchh kam
Raghupati raghav raja ram
Uth kar karne hain kuchh kam
Tum karuna ke sagar
Tum palan karta
Par jo zulm hai karta woh
Kahan tumse darta
Tum puran parmatma
Tum antar yaami
Par phir kaise hoti rehati
Harpal ye manmaani
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja ram
Raghupati raghav raja ram
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja ram
Ghaayal hai bhola insaan
Ghaayal hai bhola insaan
Ghaayal hai bhola insaan
Tut raha hain ab vishwas
Panch varsh dhundhala avkash
Kaun dwar hum khatkaye
Kaun se waadein dohraye
Aam aadami kitana
Raghupati raghav raja ram
Haa ghar se nikale hain subah
Tan mann dhan sab hain taiyyar
Khali hath na lautenge
Tey karke aaye issbaar
Andar ek sipahi hain
Jisane lee angadai hain
Ab tak soya soya thaa
Sapno mein hi khoya thaa
Bohot ho gaya hain vishraam
Raghupati raghav raja ram
Raghupati raghav raja ram
Raghupati raghav raja ram
Raghupati raghav raja ram
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja ram
Uth kar karne hain kuchh kam
Raghupati raghav raja ram
Ghaayal hai bhola insaan
Raghupati raghav raja ram
Uth kar karne hain kuchh kam
Raghupati raghav raja ram
Patit pavan seeta ram.
Share
More from H2O
Role Model [Multimedia Track]
H2O
No Ordinary Girl
H2O
Ez.2.B. Anti
H2o
Hi Lo
H2o
Go!
H2o
Gen Eric
H2o
M & M
H2O
Si Esto No Es Amor
H2O
Wrong
H2O
Wake Up
H2O
Underneath The Flames
H2O
This Time
H2O
Talk Too Much
H2O
Ripe Or Rotting?
H2O
Nazi Punks Fuck Off
H2O
Mr. Brett, Please Put Down Your Gun
H2O
I Want I Want
H2O
Hi-Lo
H2O
Friend
H2O
Forcefield
H2O