Aur khanki payal masti mein
Tumpe ye jawaani dheere dheere
Mujhe dar iss baat ka hai bas
Ke kahin na ye raat nikal jaaye
Mere itne bhi paas tu aa mat
Kahin mere haathon se na baat nikal jaaye
Bolunga sach main jo de tu ijazat
Sabar bhi ab karne laga bagawat
Zulfein hain zaalim aur aankhen hain aafat
Lagta hai hone wali hai qayamat
Jo ghalti karne wala hoon main
Uske liye pehle se hi maangta hoon maafi
Khili chandni jaisa ye badan
Mann mein socha tha jaisa roop tera
Ye baahein karti hai yoon
Humein tumne jab gale lagaya